death phobia ka spiritual treatment dua Naade Ali sharif mein hai aur Dua
nad e ali shareef se insan ka har kism قسم ka fear sirf chand lamhat لمحات mein khatam ختم ho Jata hai .
death phobia se murad مراد mout ka khuf خوف hai . death phobia aik aysi nafsiyati نفسیاتی bimari hai jes me kisi fard k dil mein mout ka dar paida پیدا ho jata hai , iss bimari mein mariz ko laghta لگتا hai k wo kush کچھ dair mein mar مر jae gha .deathphobia ko death anxiety or Thanatophobia bhe kaha jata hai .
death phobia mein mariz ka mout aane آنے k hawalay حوالے se dar itna اتنا pukhta پختہ hota hai k baz oqaat بعض اوقات iss ka dar iss k liye haqeeqat حقیقت sabat ثابت ho jata hai
nazreen death phobia bhut common عام disorder hai . es disorder ka shikaar شکار bhut se log hain aur har saal ye marz مرض hazarun ہزاروں logo لوگوں ko hota hai.
death phobia ki waja aam toor par horrior movies , bachpan بچپن mein suni سنی gye گئی horrior kahnia کہانیاں aur bachapan بچپن mein kabristan قبروستان ya kisi aysi jagha ka dar hai jahan kisi ka intikal انتقال howa ہوا ho .
death phobia asal mein insan k bachpan بچپن ka dar hai ju jawani جوانی ya burhapay بڑھاپے mein zahar ho kar iss k liye shadeed شدید pareshani پریشانی ki waja banta hai .
iss dar ko insan khud chahtay چاہتے howa ہوئے bhe apnay ap se dor nahi kar sakta . lahaza waqt guzarne ke sath sath iss dar ki shiddat شدت mein izafa hota jata hai jes ki waja se inssan ko baz oqaat shadeed شدید nuqsan ka samna karna par jata hai .
death phobia ka mariz na chahtay چاہتے howa ہوئے bhe apne zindagi ko bohat mushkil aur fearful bana leta hai , death phobia k mariz kisi ki deth nahi dekh saktay aur na hi wo hadsat حادثات wali jagha par jatay hai . death phobia ka mariz asi situation aur har asi jaga جگہ se bhaghte بھاگتے hain jaha koi death ڈیتھ wagirah وغیرہ wala incident حادثہ hoa ho .
iss artcal mein ham ap ko urdu mein death phobia or death anxiety se nijat hasil karne k liye Dua Naade Ali Sharif ka aik aysa rohani amal bataein بتائیں ghay jes ki barkat se death phobia k mariz ko sirf 15 minutes mein iss khuf se Allah k hukam se nijat hasil hona shuro ho jae ghe . yad rahay k ham ne sirf 15 minutes ka kaha hai . ager ap ko 15 minutes mein sakoon mehsoos محسوس ho tu ap iss amal ko 7 din kar lain warna ورنہ chor چھوڑ dain .
Comments
Post a Comment