Ashura ka roza ki fazilat zahri aur Rohani hawlay حوالے se bohat zaida hia Ashura ka roza Huzoor Nabi Akram صلی اللہ علیہ وسلم ki Sunnat سنت hai ۔ Ashura ka roza mein bohat se rohani barkat hain . Ashura ka roza khas toor par Duniya KI Khwahishat دنیا کی خواہشات se hat ہٹ kar Imam Hussain ki Mohabbat me zaroor ضرور rakhna رکھنا chayia چاہئے .
aur agr kisi fard k dil mein Imam Hussain ki Mohabbat aur gham غم zinda زندہ ho jata hai tu iss se bara بڑا koe faiz فیض nahi .
Imam Hussain ki Mohabbat aur gham mein ap ki har mushkil ka hal mojood hai . Ashura chonkay چونکہ Imam Hussain ki shahadat شہادت ka din hain . lahaza har musliman ko Ashura ka roza har Hal mein rakhna chahyia .
iss k ilawa ashura me Naade Ali sharif ka wird karna , nawafil ada karna , durood e pak ki kasrat karna be had fazilat k hamil حامل hain ۔
Lahaza Ashura ka roza rakhne walay bhai aur behne roza k doran Dua
Nad e Ali ka wird bhe zaroor krain jes ka tarika iss post mein mojood hai .
Comments
Post a Comment